Chal aaj main bhi meri mohabbat ka izhaar karta hu,
Jo batein dil mein thi unhe labjon se bayan karta hu,
Shayad tere jawab ki bhanak hai mujhe,
Fir bhi aaj dil ki guatakhiyon ko sareaam nilam karta hu,
Chal aaj main bhi meri mohabbat ka izhaar karta hu……..